| Ansoo bahaye Fatima Zehra kahan kahan Efforts: Syed-fazal abbas |
Ansu bahaye Fatema Zehra kahan kahan Ye soch kar pareshan h mola kahan kahan karbal trei zameen pe kabe h bahater heara h aqal me karu sajda kha kha ye soch ke ghutno se chala karbobla m bikhra h khu na jane ali ka kha kha kufe m madine m or karbobla m ujdi janabe zainb e kubra kha kha ye dudhd ne m sha ko bohat der lag gai bikhra pada tha qasime nosha kha kha duniya siyah ho gai naazro m shah ki akbar ko dunde ab shahe wala kha kha ghodo ki sumo k tale karbal ki khak par aazae jism bikhra tha shah ka kha kha noke sina pe tashto sajar or tanoor m tha ek sar hussain ka mola kha kha bazar m darbar m zindan m ghar m sar shah ka phira bar sare neza kha kha waqif nahi tarekh bhi is bat is bat se mola jisme hussain par laga neza kha kha is bat ko kisi bhi morrikh ne na likha manga ali ki beti ne paeda kha kha hangama e mahshar m barzakh m lahad m imdad ko aaye meri mola kha kha itni dua h fazal ki is marsiye k sath mashhur ho radiff ye mola kha kha |