| Jab koi dua aur na dawa kaam karengi Efforts: Syed-Rizwan Rizvi |
Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi.....2 Abbas (A.s.) Ke Parcham Ki Hawa Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi Aksar Yeh Ali (A.s.) Kehte The Gazi (A.s.)Ko Utha Kar.....2 Zehra (S.a.) Ki Dua Sub Se Juda Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi Ab Chand Ka Kya Kaam Raha Ghar Me Ali (A.s.) Ke.....2 Mahe Bani Hashim Ki Zia Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi Khud Denge Shahenshan E Wafa Usko Salami.....2 Kutch Is Tarha Fizza Ki Wafa Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi Shabbir (A.s.) Ke Rauze Se Kafan Leke Chala Hun.....2 Ab Meri Hifazat Ka Kaza Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi Phir Bhi Nahi Utrenga Khadija (S.a.) Tera Karza.....2 Din Raat Bhi Gar Khalk E Khuda Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi Shabbir (A.s.) Ka Sar Hai Yeh Kahin Jhuk Nahi Sakta.....2 Naize Ki Ani Par Bhi Ana Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi Yeh Hazri E Hazrat Abbas (A.s.) Hai Sajjad.....2 Kismat Se Ziyada Yeh Giza Kaam Karengi Jub Koi Dua Aur Na Dawa Kaam Karengi |