| Thukraya hua haq ka may baatil to nahi hoon Efforts: Syed-Rizwan Rizvi |
Thukraya hua haq ka may baatil to nahi hoon Sarwar(as) ka azadar hoon qatil to nahi hoon Kaafir hi musalman ko keh sakta hay kaafir May aap ki tareekh se ghafil to nahi hoon Banda hoon Ali(as) ka mujhe jo chahay kahain aap Deewana hoo gumkarda e manzil to nahi hoon Paighambar e Islam likhay thay na parrhay thay Ye aap kahain may koi jaahil to nahi hoon |