| Muqaddar barra hay meri Qom ka Efforts: Syed-Rizwan Rizvi |
Muqaddar barra hay meri Qom ka Ali(as) sa jisay peshwa mil gaya Nabyon ko mushkil kusha mil gaya Shiyon ko hajat rawa mil gaya Payambar ki kashti bhanwar ko chali Ba yak munh se nikla madad Ya Ali(as) Nabi doobtay doobtay bach gaye Unhe bhi koi na khuda mil gaya Laga sar pe pathar to aisay gira Ke deewar se jaisay kutta gira Khuda ki taraf se bhi maloon ko Ali(as) dushmani ka sila mil gaya |