Aey alamdar e Hussain
Efforts: Syed-Rizwan Rizvi

Aey alamdar-e Hussain

Ah uftad-e sitam, dasht-e alamdar-e Hussain (x2)
Aey Alamdar-e-Hussain (x6)

1) Aey bahan, aey bahan, Matam-e-Abbas-e Ali ki jo bapa (x2)
Karte the, karte the peet ke sar hazrat-e-Shabbir pukar
Ho gaya qatl mera bhai nahi dil ko chain
Ah uftad-e sitam, dasht-e alamdar-e Hussain
Aey Alamdar-e-Hussain (x6)

2) Be khabar, be khabar, pehle yuhi fazle alamdar huwe (x2)
Chadare, chadare gir pari sunte hi haram ke sar se
Karti thi aah nahi baqi na tere laam se bain
Ah uftad-e sitam, dasht-e alamdar-e Hussain
Aey Alamdar-e-Hussain (x6)

3) Aey, bahan, aey bahan, tere bharay gar ki kamar khun se jari (x2)
Bhai ka, bhai ka pyaaz-e meri kuwat-e dillu se chali
Kyu na matam karo sar pito karu rokar bain
Ah uftad-e sitam, dasht-e alamdar-e Hussain
Aey Alamdar-e-Hussain (x6)

4) Khayme ke, khAeyme ke dard-e azi band he Sakina, Zainab (x2)
Ye khabar, ye khabar sunke na marjAeye hasina, Zainab
Kistar ha uske bataAeyenge je mazloom-e Hussain
Ah uftad-e sitam, dasht-e alamdar-e Hussain
Aey Alamdar-e-Hussain (x6)

5) He kaha, he kaha sowdAeye abbas yaha bulwalo (x2)
Uska hum, uska hum dainge une bacho ko bhi layawo
Haey duniya se utha mustaza ka noore Aeyn
Ah uftad-e sitam, dasht-e alamdar-e Hussain
Aey Alamdar-e-Hussain (x6)