Al madad al madad ya Ali be rida ho kay Zainab chali 1) Boli Zainab tarap kaar yeh hai ghaar humarai laeen nai jalai Bai khata tazianai lagai zulm adaa nai isterha dhai Kaar kai mushkil khusha sun hamari dua aai ghareebon ko aakai saharai Gham kai maaron ko aaker bachalai 2) Keh rahi museebat ki maari kaisi bighri qismat hamari Bai kajawan mili hai sawari aur muqadar main hai aaho zaaari Shaam tak ka safar bai rida nangai saar shahai wala hai ab aur na Akbar Zulm hi zulm hain her qadam paar 3) Jis kai dada thai Shah-e-Medina jis ka takiya tha sarwar ka seena Daar ba daar hai woh baali Sakina ab to dushwar hai us ka jeena Kis sai shikwa karo kis ko awaaz do koi sunta nahi aaho zaari Aj bai kas hai Zainab tumhari 4) Hai qaidi banayai gayai hain daar ba daar phirayai gayain hain ???? aj lain gaian hai ????? sajayai gayain hain Zulm kai Shaam mai walva-ai aam main ghair hai koi apna nahi hai Aur koi sahara nahi hai 5) Mera majaya piyasa sitara mer gaiya bahi Abbas jaisa Nanai aulad ka gham bhi khaya phir bhi shikwa zaban per na aya Aur main parda gari merai ghaar sai chali bai rida bai sahara hun baba Kaisai darbar main jaun baba 6) Tu azadar Sibt-e-Payamber terai seenai main yaad-e-sarwar Ambiya hai terai khoon main ter shah-e-Karbala hai tu Gohar Hai yeh noha tera teri dil ki sada koi bhi gham na hoga tujhai ab Teri bakshish ki zaman hai Zainab
|