Haey Zainab rorahee hay Karbala khamosh hay Jal gaye hai, sarain khaimai Al-Qamaa khamosh hay 1) Chin gayi sar se hai chadar kya karai bint-e-Ali Us taraf darya kinare bawafa khamosh hay 2) Agayi shame ghariban ho gayi qaidi haram Aab lai paon ke royai raasta khamosh hay 3) Ab kahan Zainab ko chain aayega Akbar ke bagair Kha ke barchi Akbar-e-???? khamosh hay 4) Kaise guzregi rasan, abba sare maktal bahan Bai qafan bhai hai ran mai be rida khamosh hay
|