Wafa thi unke liye auy yeh wafa ke liye Ali ne maanga tha Ghazi ko Karbala ke liye
Jari ke pairon ko chooma hai, roz e Aashoora Yeh khushnaseebi rahi, mauje al qama ke liye Ali ne maanga tha Ghazi ko Karbala ke liye
Hussain Jhoola Jhulate thay, Inko yeh kah kar Yeh kaam aayega Zainab, trte rida ke liye Ali ne maanga tha Ghazi ko Karbala ke liye
Lab e Furath jo bazoo qalam hue inke Bohut bada tha yeh gham rooh e Sayyada ke liye Ali ne maanga tha Ghazi ko Karbala ke liye
Alam ke saaye mein aate hi mil gayi seyhat Tadap rahe thay kai din se jo shifa ke liye Ali ne maanga tha Ghazi ko Karbala ke liye
Na jane kis liye Haidar ne Inke baazo ko Hazaar bose gale se laga laga ke diye Ali ne maanga tha Ghazi ko Karbala ke liye
Sakina Baba se isne wigha dilaao hame Zara sa kaam yeh kar do faqat Chacha ke liye Ali ne maanga tha Ghazi ko Karbala ke liye
|