(Abbas nahi hai wawaila) x3 (Wawaila haye wawaila) x2 (Abbas nahi hai wawaila) x2 1. (Shabbir hai maktal mei tanha) x2 Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
2. Ghazi ke lahu me duba huwa jab ran se alam wapas aya (Wawaila haye wawaila) x2 Zainab ne ye rokar farmaya Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
3. Hatho se kamar ko tham huwe sheh sar ko jukaye rote hai (Wawaila haye wawaila) x2 Ek bhayi huwa bhayi se judaa Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
4. Akabr ke janaze par akar ro ro ke mere maula ne kaha (Wawaila haye wawaila) x2 Me khud hi uthaawunga lasha Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
5. Jab shimr-e-laeen tarpaaya roro ke sakina ne ye kaha (Wawaila haye wawaila) x2 Tum aa ke bachalo ey baba Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
6. Jab chaha kiya bachi pe sitam jab chaha tamacha mar liya (Wawaila haye wawaila) x2 Karti hai Sakina aaho buka Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
7. Zainab ye duaey karti thi baba ko sadaaey de de kar (Wawaila haye wawaila) x2 Chin jaye na mere sar se ridaa Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
8. Manga jo yatimo ne pani kya karti bhala zehra sani (Wawaila haye wawaila) x2 Ye kehke kaleja thaam liya Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2
9. Dekho jo ali ki beti ne maydan me jalte khayme ko (Wawaila haye wawaila) x2 Zainab ne bari hasrat se kaha Abbas nahi hai wawaila (Abbas nahi hai wawaila) x2 |