Ya Hussain, ya Hussain.. Hussain imam Hussain, Haider.. Hussain imam Hussain Haider Haider Haider Ya Hussain Ghode se jab zameen pe gire shahe Karbala shahe Karbala nikle madina chodke sultan e ambiya sultane ambiya Haider chale najaf se baqayya se Fatima baqayya se fatima gunji ba waqt e asr ye jibreel ki sadaa har imteha se guzar gaya.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
1. Ye wo Hussain hai eid pe jisko jannat se kapde bheje khuda haye ghareebi dasht e bala mein hoga abhi pamaal e jafa yahan kafan bhi na payega.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
2. Haan ye wahi quran e mubeen hai jisko padha karte the rasool jiske liye tabdeel kiye hai rabbe jali ne apne usool khuda se hargiz nahi juda.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
3. Naaz uthaye jiske khuda ne jiske liye naaqa the nabi usko mile is karbobala mein daaghe pisar aur tishna labi hazaar zakhme utha gaya.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
4. Zulf e nabi ho jiska khilona jiska bichona arsh e ola pusht e faras se jab wo gira to uska badan teero pe ruka zameen par bhi na aa saka.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
5. Ho jiski maa ke meher mein kausar aur wo khud sardar e jina aath peher se wo pyasa hai mehve buka hai khushk zabaan ghira laeeno mein bekhata.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
6. Paala jise aanchal mein chupakar binte nabi ne mere khuda aaj sawa neze pe suraj jaye amaan hai sirf qaza zameen e maqtal pe soyega.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
7. Jiska padhe quraan qasida jiske fazael mein hai azaan uske liye duniya ne uthaye teer o tabar talwar o sina sina pe quraa sunayega.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. Hussain, Hussain, Hussain, Hussain
8. Haan ye sada irfan aur mazhar sunke buka karte the nabi sheh ke gale par chal gaya khanjar roke bahan ye kehne lagi tamaam waade nibha gaya.. Zehra o ali ke dil ka chayn Hussain, Hussain, Hussain, Hussain Qatl hua be jurm o khata.. nabi ka nawasa pyaara Hussain.. haye kyaa zulm Mohammad ke nawase pe hua dasht mein gunj uthi ye Zainab e muztar ki sadaa
halq e shahedeen kata, wa Hussaina pyaaso pe khanjar chala, wa Hussaina arey, lut gayi aale iba, wa Hussaina aaiye shere khuda, wa Hussaina Wa Hussaina, wa Hussaina, wa Hussaina |