Qafila salar, Abid e beemar Abid e beemar, Shaam ka bazaar
Pusht hay zakhmi, paoon may chalay Hathkarri berri, touq sambhalay Aik qadam bhi chalna hay dushwar Abid e beemar, Shaam ka bazaar Qafila salar, Abid e beemar Abid e beemar, Shaam ka bazaar
Sang dilon ne maray hain pathar Aag kisi ne phainki hay sar par Kanp raha hay deen ka sardar Abid e beemar, Shaam ka bazaar Qafila salar, Abid e beemar Abid e beemar, Shaam ka bazaar
Jakrri hui hay bali Sakina Kis ko sunaye dard ye apna Charon taraf hain haey sitamgar Abid e beemar, Shaam ka bazaar Qafila salar, Abid e beemar Abid e beemar, Shaam ka bazaar
Durre Sakina khati hay ya Rab Khoon ke ansoo roti hay Zainab Dil pe ghamon ki chalti hay talwar Qafila salar, Abid e beemar Abid e beemar, Shaam ka bazaar
Shaer o zakir mil ke ghoar Fikr e Mujeed aur lehn e Khaleel aur Ye bhi hay ghamkhawar wo bhi hay ghamkhawar Abid e beemar, Shaam ka bazaar Qafila salar, Abid e beemar Abid e beemar, Shaam ka bazaar
|