Haey Ali Akbar Haey woh jawan laasha woh burhapa Hussain ka 1) Ibne nameer tumsay ye Zainab ka hai sawaal Naizay ko torrtay howay aaya na yeh khayaal Hum shakal ye jawaan hai (x2) shah-e-mashraqain ka. 2) Woh jiskay intazaar main Sughra hai bay qaraar Shayad ho khaat main iska qayamat ko intazaar Laktay jigar hai fathaye (x2) badro hunayn ka. 3) Jabse chalay khaiaam se hum shakal-e-Mustapha Mataam kuna hai arsh toh larzay main Karbala Ai hum bapha khayam main (x2) 4) Zainab tumharay khuld main kaal tak tha jo pala Naizay ka phal jo tuta to haatif neh di sada Bay jurm qatil laila ka (x2) hai nuray ayn ka. 5) Jis rozay peh jawaan ki jawaani hai uth gayi Mojay furaat ki bhi rawaani hai uth gayi. Bay iktiyaar neer hai (x2) momin kay nain ka. 6) Kaisay uthaye laash ko mazloom-e-Karbala Muh phair kar Husain neh Allah seh kaha Lay interha shokh seh (x2) sabaray Hussain ka.
|