Jinkay seeno may gham hai Akbar ka Unko Laila duayain dayti hai. Unko ya Rab na ghum kabhi deyna (x2) Apna damaan phelah kay kheh ti hain. 1) Saar pay baraarish ho chahay patharoah ki Chahey zindan Shaam ki garmi (x2) Haar musibat jawan betay ki (x2) Saar ka sadka samaaj kay sehti hai. 2) Jis ki hasrat ko matami rakh na Karbala hain kay pas bayn aaya (x2) Usko phair bhi jawan betay ki (x2) Haar kadaam pay talaash rahti hai. 3) Dil main rakhti hai ghum judayeh ka Bainn karti hai yehi logo (x2) Jab satati hai yaad betay ki, haye(x2) Naam Akbar ka chum layti hai. 4) Hum tou Atif Janab-e-Laila ki Hasrat-ou peh Nisar kartay hai (x2) Apni ankho say Gham-e-Akbar ki,haye (x2) Aanso-o ki joh nehr behti hai.
|