Sadiq e Aale Muhammad par sitam aisa hua
Yeh Zameeñ Bhi Ro Padi, Yeh Aasmañ Bhi Ro Pada
SADIQ (ASWS) E AALE MOHAMMAD (SAWW) Par Sitam Kaisa Hua
1.Pee Ke Pyala Zehr Ka NOOR E KHUDA(SWT) Bechain Hai FATEMA(SAWS) Bechain Roohe MURTUZA(ASWS) Bechain Hai
Kaiyenat E MUSTAFA (SAWW) Mein Ek Andhera Cha Gaya

2.Hogaye Haiñ Aaj Haye MUSA E KAZIM (ASWS) Yateem Ambiya(as) Haiñ Girya Kun Rote Haiñ Musaa e Kaleem(as)
Tukde Tukde Ho Gaya, Dil BOLTE QURAN Ka
SADIQ(ASWS)-E-AALE MOHAMMAD (SAWW) Par Sitam Kaisa Hua
3.Zehr Mansoor e dawaniqi(l.a) ne woh qatil diya Haaey Lamhoñ Meñ Hi MAULA(ASWS) Ka Kaleja Kat Gaya
Khana E Kaba Me Aaya Zalzaloñ Par Zalzala

4.Khushbu-oñ Par Yuñ Hawae Zulm Aafat Dhaaye Hai FATEMA(SAWS) Ke Baagh Ka Har PHOOL Masla Jaaie Hai
Gulshan E Ismat Pe Hai Zulmo Sitam Ki Inteha

5.Madrasa AALE MOHAMMAD (SAWW) Ka Hua Veeran Aaj BAAB-E-SHEHR-E-ILM Ka Khooñ Ho Gaya Armaan Aaj
Haye SHEHR-E-ILM Bhi Gham Se Lahu Rone Laga

6.Shamme Fiqhe JAFAR E SADIQ (ASWS) Pe Hamid Hai Sitam Har Kiran Zakhmi Hai Rote Hai MOHAMMAD (SAWW) Dam Ba Dam
Kalma Goyoñ Ne Dukhaya Dil RASULULLAH(SAWW) Ka

SADIQ(ASWS)-E-AALE MOHAMMAD (SAWW) Par Sitam Kaisa Hua |