Alamdaar (as) Na Aaya
Aey Ahl-e-Haram Aey Ahl-e-Haram Meer (as) O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Moula (as) Ki Kamar Tooti Jiss Dam Ye Khabar Aai Maara Gaya Darya Per Shabbir (as) Ka Sheedaai Khoon Bhar Gaya Aankhon Mein Jaati Rahi Beenaai Maqtal Se Sakina (as) Ka Wo Ghamkhuwaar Na Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Jab Khoon Main Tar Aaya Abbas (as) Ka Wo Parcham Tapti Hui Reyti Per Atfaal They Sab Be Dam Sarwar (as) Ne Kia Nouha Zainab s.a Ne Kia Matam Chillaaye Haram Ghazi (as) O Jarraar (as) Na Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Hukm-e-Shah-e-Wala (as) Per Darya Ko Uthha Laata Kia Karta Bhala Ghazi (as) Mehroom-e-Ijaazat Tha Koshish To Bohat Ki Per Laakhon Main Ghiraa Tanha Jab Mashk Chhiddi Phir Wo Wafadaar (as) Na Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Zehra s.a Ke Gharaaney Ka Wo Zamin-e-Chaadar Tha Maslak Main Thi Saqqaai Kirdaar Main Haider (as) Tha Jiss Waqt Katey Baazoo Ghazi (as) Ke Bahey Aansoo Leney Gaye Moula (as) Wo Dil Afgaar (as) Naa Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Bachon Ki Sadaayen Thin Abbas (as) Chacha Paani Ik Mashk Lahoo Dey Kar Ik Maahk Bhara Paani Uss Mashk-e-Sakeena s.a Se Jiss Waqt Baha Paani Wo Mar Gaya Darya Pe Haya Daar (as) Na Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Wo Sheyr-e-Dilaawar (as) Tha Tanha Bhi Jo Lashkar Tha Afsos Lab-e-Darya Ik Laasha-e-Be Sar (as) Tha Halmin Ki Sadaa Sunta Rota Tha Tarapta Tha Shabbi (as) Ka Sheydaa (as) Wo Madadgaar (as) Na Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Jaltey Huey Khaimon Se Zainab s.a Ki Sadaa Aai Aey Baba Ali (as) Dekho Beyti Ki Ye Tanhaai Ye Mashk O Alam Aaya Aaya Na Mera Bhaai (as) Baba (as) Merey Kunbey Ka Tarafdaar (as) Na Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Hussain (as) Rehan Se Sarwar Se Ho Dard Bayaan Kaisey Jiss Sheyr (as) Ki Dhaaras Per Aabaad Rahey Khaimey Jaltey Huey Khaimon Se Ghabra Ke Jo Zainab s.a Ne Kitni Bhi Sadaayen Deen Wo (as) Ik Baar Na Aaya Saqqa-e-Hussain (as) Syed (as) O Saalaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2)
Aey Ahl-e-Haram Meer O Alamdaar (as) Na Aaya (x2) Alamdaar (as) Na Aaya (x2) |