Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
Shor huwa lo, khali aya (x2) Chorr ke zainab ka ma jaya Bagain kati hai khun me nahaya Zainab ne dukhrra ye sunaya Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
Khun me tar rahwaar ko dekha (x2) Royi tarrap kar bali Sakina Boli kahan hain meray baba Cheen liya kyu mera sahara Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
May tere sadqe, may tere wari (x2) Tu mere baba ki hai sawari Tere badan se khun hay jari Zakhm lage hain jism pe kari Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
Baat na mani, tu ne meri (x2) Roi bohat qadmo se lipti Boli kaha hai meray baba Cheen liya kyu mera sahara Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
Chorr diya kyu, ran me akayla (x2) Chur ghamo se tha mera baba Jisne uthaya lash pe lasha Tanha kyu maqtal se ayaa Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
Zainab ke lab, par ye fugaa thi (x2) Seh na sakungi sheh ki judaayi Tune kyu gardan ne jukayi Reh gaya kyun maqtal me bhayi Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
Banu pukari, phenk ke chadar (x2) Lut gayi me barbad huwa ghar Ran se na aaye sibt payambar Chaltay hai mere qalb pe khanjar Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
Qatl huwa Shabbir jo ran may (x2) Gunji sadaa Rehan jo ban may Aag lagi zehra ke chaman may Ponchi khabar Sughra ko watan may Zuljanah aqbal minal maydan, khali wawayla haye wa Hussaina Ay wa gharib. Haye wa Hussaina Ay wa shaheed. Haye wa Hussaina Ay wa mazloom. Haye wa Hussaina Zuljanah aqbal minal maydan khali wawayla haye wa Hussaina
|