Zainabam (x3)
Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
1. Jaaunga me jahaan jahaan sehne parenge hame gham Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
2. Koi baqi na raha baandh li humne bhi kamar He chamakte huwe neze mere marne ie khabar Mere hawale he behan (x2)
tifl mere mere haram Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
3. Shaam dhal jaye to ye wada nibhana bibi Apne sine pe Sakina ko sulana bibi Kon sambhalega use (x2) Jab na rahenge yahaan hum Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
4. Jab mere halq pe shamsheere sitam chalne lage Zulm ki foj mein naqqara agar bajne lage Dekhna abid na uthe (x2) Kheche huw teghe to dam Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
5. Jab tumhe sham ke darbar mein lejaye shaqi Yaad karlena jo amma pe uftaad huwi Log wohi zulm wohi (x2) Baat wohi aur wohi hum Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
6. Sab ke shaane huwe rasan basta Sakina ka gala Aisa aalam mein bhi karna nahin ummat se gila Sanie zahra ho behan (x2) Sehna usi tarha sitam Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
7. Berida dekh na paye tujhe dunya ki nazar Isliye neze se girjayega abbas ka sar Qariye quran wahan (x2) Honge isi dard se hum Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
8. Yaad rakhna ye sitam hovega dorane safar Tez naaqe se jo girjayegi meri dukhtar Dhund ke tum lana use (x2) Kaafile ko rokenge hum Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
9. Kon ham dard yahan baqi he pyaase ke liye Ek naseehat kiye jaata hun dilase ke liye Haya ala khairil amal (x2) Tum ye kaho aur kahe hum Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2)
10. Dame rukhsat thi ye “farhan” shahe deen ki fughan Baad mere jo sitam honge karu kaise bayaan Saath nahin deti zabaan (x2) Ban gaya khud Mazhare gham Zainabam zainabam khawahare gham par waram (x2) Zainabam (x3)
|