Alvida baba alvida baba (x2) Gham zada karwandai porta shah baba (x2) Shamta rawan dai porta shah baba (x2) Shamta rawan dai porta shah baba (x2)
1) Rukta pareshanyama (x2) porta shaah baba Sakina nazanda porta shaah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
2) Bain Sakina ka tha alvida baba (x2) Haay shaheed-e-jafa alvida baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
3) Gyaarah Muharram huwi dasht-e-bala mei Aur izafa huwa zulm-o-jafa mei Koi bhi bibi nahi ab to rida mei Haay hussaina ka hai shor fiza mei
4) Sakht pareshanyama porta shaah baba Sakina nazanda porta shaah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
5) Zakhmi badan bekafan pyaase musafir Tashna dahan be watan pyaase musafir Sayyad-o-shaah-e-zaman pyaase musafir Dasht mei pamaal tan pyaase musafir
6) Sakht pareshanyama porta shaah baba Sakina nazanda porta shaah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
7) Kushta-e-zakhmi jigar wo gul-e-laila Khaak basar khaak par wo gul-e-laila Aap ka noor-e-nazar wo gul-e-laila Khoordo sina dar jigar wo gul-e-laila
8) Sakht pareshanyama porta shaah baba Shamta rawan dai porta shah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
9) Kushtan-e-sad chaak ra qaasim-e-kamsin Kushtan-e-asfa kuja qasim-e-kamsin Tukre badan be khata qasim-e-kamsin Kushta-e-raah-e-khuda qasim-e-kamsin
10) Sakht pareshanyama porta shaah baba Sakina nazanda porta shaah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
11) Asghar-e-man be zabaan kushta-e-paikaan Baba tere saath hai barsar-e-maidan Jaan-o-dil-e-maan fida shaah-e-shaheedan Mei to chali dekhiye jaanib-e-zindaan
12) Sakht pareshanyama porta shaah baba Sakina nazanda porta shaah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
13) Bali Sakina ki jaan alvida baba Shaam chala karwaan alvida baba Chain mujhe ab kahan alvida baba Karti rahungi fughaan alvida baba
14) Sakht pareshanyama porta shaah baba Sakina nazanda porta shaah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba
15) Hafiz-o-nasir khuda ay bin-e-zehra (x2) Jaati hai is dasht se bali Sakina "Sarwar-o-Rehan" tha bachi ka nawha Kushta-e-tegh-e-jafa alvida baba
16) Sakht pareshanyama porta shaah baba Sakina nazanda porta shaah baba Gham zada karwandai porta shah baba Shamta rawan dai porta shah baba |