Ahoor ki shab haey, sakinaa ka wo ronaaaa Aur sayaday, mazloom ka betiii se yeh kahenaaaa Are tu royay, mai ye dekh nahiiii, sakta sakinaaaa Achchi nahi ye baat, na roya karo bibiiii
Achchi nahi ye baat, na roya karo bibiiii (x2)
Pahelu mein kabhi maa kay bhi so, yaa karo bi bi (x2) Achchi nahi ye baat, na roya karo bibiiii (x2)
1) Kyaa howay kisi shab ko jo hum, ghar mein na aayain Tum humko na paao, tumhay hum, bhi nahi payain Tarpo gi nahi darda say waada, karo bibiiii Pahelu mein kabhi maa kay bhi soya karo bibi Achchi nahi ye baat, na roya karo bibi
2) Aaray baitha karo kuch dair charaa, ghon ko bujhaakarrr Samjha karo is khaaq ko aaii, laadli bistaarr Baali kabhi yun hi, nahi pahayna karo bibiiii Pahelu mein kabhi maa kay bhi soya karo bibi Achchi nahi ye baat, na roya karo bibi
3) Aaray kuch dair ko ye farza karo, hum na rahay garrr Baaqi na rahay haath koii, rakhnay ko sar parrr Mahaul yateemon, ka bhi, sochaa karo bibiiii Pahelu mein kabhi maa kay bhi soya karo bibi Achchi nahi ye baat, na roya karo bibi
4) Aadat zaraa tanhaii mein raha, nay ki bhi daalo Tasveer tasawwoor mein asee, ri ki bana lo Azaad parindon, ko na dekhaa karo bibi Pahelu mein kabhi maa kay bhi soya karo bibi Achchi nahi ye baat, na roya karo bibi
5) Aaray asghaarr ko na manoos karo, pyaar say apnayyyy Akbar kay urusee kay na de,khaa karo sapnayyyy Sughraa kay qareeb it,naa na baithaa karo bibiii Pahelu mein kabhi maa kay bhi soya karo bibi Achchi nahi ye baat, na roya karo bibi
6) Aaray zindaan say Rehaan sadaa, aati hai aksar Jaisay kay Sakina, say ye farmatay hon Sarwar Aab darr say laenoo kay na jaaga, karo bibi Pahelu mein kabhi maa kay bhi soya karo bibi Achchi nahi ye baat, na roya karo bibi
|