Haay..... Ay Waa -e- Nehre Alqama....(4) Darya Behta Raha.....(2) Darya Behta Raha.....(2)
Darya Behta Raha Saamne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2)
Bana Jinke Khaatir Paani, Unhi Ko Mila Na Unhi Se To Shikha Isne, Zameen Par Barsna Sitam Hai Dikha Kar Inko …..(2) Hai Pani Bahana Haay Darya Behta Raha.....(2)
Saamne Ushi Darya Ke, Pyaaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2)
Swaere Ishi Darya Pe, Alam Waala Aaya Kisi Tishnalab Bachi ka, Woh Mashkiza Laaya Chidi Mashk Us Pyase Ki.....(2) Woh Wapas Gaya Na, Haay Darya Behta Raha.....(2)
Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2)
Woh Jiski Azaan Gunji Thi, Sawere Sawere, Chada Din To Baba Uska, Usi Ko Sambhaale Pukaara Hai Khaq Ab Dunia.....(2) Tere Baad Beta, Haay Darya Behta Raha.....(2)
Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2)
Udhar Bekafan Tha Bhai, Behan Beridaa Thi Jaalti Huwi Khaimo Ko, Ajab Shaam Aayi Koi Maa Pukari Baba.....(2) Luta Mera Qunba, Haay Darya Behta Raha.....(2)
Samne Usi Darya Ke, Pyaase Tadapte Hai- Darya Behta Raha.....(2)
Amire Arab Ka Beta, Libaase Gharibi, Rehan Aur Sarwar Hum Na, Yeh Bhule Kabhi Bhi, Woh Darya Ka behta Paani.....(2) Woh Pyaase Ka Sajdaah Haay Darya Behta Raha …..(2) Ay Waa -e- Nehere Alqama.....(4) |