زمین میلی نہیں ہوتی ، زمن میلا نہیں ہوتا
محمدؐ كے غلاموں کا ، کفن میلا نہیں ہوتا
محبت کملی والے سے وہ جذبہ ہے سنو لوگو
یہ جس من میں سما جائے وہ من میلا نہیں ہوتا
نشان ماتم كے ہوں جس پر ، بدن میلا نہیں ہوتا
لکھی نادِ علیؑ گر ہو ، کفن میلا نہیں ہوتا
وِلائے مرتضیٰؑ رکھنے سے ہی بندہ حلالی ہے
علیؑ کا عشق جس مَن میں وہ مَن میلا نہیں ہوتا
میرے غازیؑ كے پرچم کا جہاں سایہ بھی پڑ جائے
قسم مولاؑ کی وہ گھر کیا صحن میلا نہیں ہوتا
نبیؐ کی آل کا دامن پکڑ لو اے جہاں والو
رہے جب تک یہ ہاتھوں میں چلن میلا نہیں ہوتا
Zameen maili nahi hoti zaman maila nahi hota
Muhammad(sawaw) ke ghulamon ka kafan maila nahi hota
Muhammad(sawaw) kamli walay se wo jazba hay suno logo
Ye jis man may sama jaye woh man maila nahi hota
Guloon ko choom letay hain sahar nam shabnami qatray
Nabi(sawaw) ki naat sun lain to chaman maila nahi hota
Jo naam e Mustafa(sawaw) choomay nahi dukhti kabhi aankhain
Pehan le pyar jo un ka daban maila nahi hota
Nabi(sawaw) ka daman e rehmat pakarr lo aey jahan walo
Rahay jab tak ye hathon may chalan maila nahi hota
May nazaan to nahi fun par magar Nasir ye dawa hay
Ke sana e Mustafa(sawaw) karnay se fun maila nahi hota |