Ham hi wohi qabeela Efforts: Kamberali J. Shamji |
Aai jo laykay god mein, shabbir ko butool Bachchay ko dekha khush huway phir, ro diye rasool Zehra nay poocha aap huay, kis liye malool Bolay rasool, mujhpay wahi ka, hua nazool Zehraaaaa, suno main khush huaaaa, ye deen bachayengaaaa Rota hoon tanhaa, daashta mein ye, maara jaayenga Zehra tadap kay boooli kay, baba yeh kyaa kahaaa Kyon qatla hoga daashta mein, tanha ye mailaqaaab Bolay rasool koi na hongaaaa, bajus khooda Ek kaum aisi khalqa karengi teri duaaa Maataaaaaam karengi bibiyaannnn, bachchay na soyenge Afraad is, kabilay kay taaaaa (M) hashraaaaa royengay (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Maatam nishaan hamaraa, Maatam nishaan hamaraa, Majlees, hamari sooch, (hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) W oh qauma jisko faatima zehra nay di duaa Koi bhi gham na ho gham-e,-shabbir ke siwaa Ho eid ya moharrammm, kartay, hai sheh ka maatam, (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Seenon pay daagh-e-maatamay sarwar, gawah hai Kalay libaas walay, husaini, sipaah hai Jin par dua-e-zehraaa karti, hai khood hi saayaaaa (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Maatam ki goonj mein huway, madhosh is tarhaaaa Qaaba misaal hum hai Siyaa, posh is tarhaa Hai aankh num hamariii, pahechaan gham hamariiii (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Paani piyay sabeel ye ghaazi ki haazri Sahra kahin saja kahin mehndi, sajee hui Shaadi kay ghar mein maatammm, kartay hai who jo ye paihaam (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Chaltay hai hum jo aag pay aab tak, barehna paav Har lub pay dulha dulha ki rehti hai jo sadaa Tukday hua jo laashaaaa, padtay hai uska nauha (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Bachcho ko apnay jhula jhulaay to ro paday Baali kisi ko hum jo pinaaye to ro paday Hai khaaq jinka bistaar, zanjeer jinka zewaar (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Bhai ko khat behan ka jo pardes mein milay Rahay jaatay hai alam kay kala,jay ko thaam kay Waadaa nibhanay walay , khaatay hai dil pay bhaalay (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Khaali jo zuljanaa-o-amaari dikhayee de Aal-e-naabi kay gham mein kale, ja sulagh uthay Dil khoon ho kay tapkayyy, ashkon ki dhaar ban kay (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) Rehaan jinko saaya-e-daamanay sayyada Hoga naseeb hashra mein w oh, hum hai bakhuda Waan bhi karengay maatam, ghaazi ka lekay parcham (hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log,) (Hum hi wohi qabeela, hum hi wohi hai log, hum hi wohi hai log) |