Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Shudi yazdah ko kar diya tum nay Shudi yazdah ko kar diya tum nay Khudawe raah ko kar diya tum nay Khudawe raah ko kar diya tum nay Nazar shehdah ko kar diya tum nay Surkhroon Ma ko kar diya tum nay
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Paani peenay gaiay thay makhtal may Paani peenay gaiay thay makhtal may Lub dikhanay gayay thay makhtal may Lub dikhanay gayay thay makhtal may Teer kahanay gaiay thay makthal may Dil dukhanay gaiay thay makthal may
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Meray Asghar yeh kiya keeya tum nay Meray Asghar yeh kiya keeya tum nay Teer gardaan pay kha liyay tum nay Teer gardaan pay kha liyay tum nay Mauth ka jaam yun piya tum nay Haas kay sub ko rulah diya tum nay
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Aasouon say lahoo ko dhooti hai Aasouon say lahoo ko dhooti hai Aur gussay say laal hoti hai Aur gussay say laal hoti hai Khoud kar kabr jaal khooti hai Shah key zulfiqar roti hai
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Yun andheeroon may key ziya tum nay Yun andheeroon may key ziya tum nay Kaam mushkil tha jo kiya tum nay Kaam mushkil tha jo kiya tum nay Bujh raha tha jo wooh deeya tum nay Aandheyoon may jalah liya tum nay
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Chal basay mujh say rooth kar, haai Chal basay mujh say rooth kar, haai Mainay kapray naye na pehnai Mainay kapray naye na pehnai Baal bikhray huay na sulhjhay Kaun ab ma kay dil ko behlaey
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Bun key wahshaath tumhay rula-aye ge Bun key wahshaath tumhay rula-aye ge Neend kis tarhan tum ko aaye ge Neend kis tarhan tum ko aaye ge Kiya Kiya Sudmain Na Ma Utha aaye ge Tum ko pehloon may jab na paaaye ge
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Ghum galay say laga rahi hun may Ghum galay say laga rahi hun may Khaali jhoola jhula rahi hun may Khaali jhoola jhula rahi hun may Khoon ka aasun baha rahi hun may Ab sua-e-Shaam ja rahi hun may
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao
Aeh urooj jub urooj par ghum hai Aeh urooj jub urooj par ghum hai Dono alaam may shoorh-e-Maatam hai Dono alaam may shoorh-e-Maatam hai Jis qadar rooh may aaj huq-dum hai Ma key dil key pukaar paihum hai
Meray Asghar kahan ho aah jao Meray Asghar kahan ho aah jao Raat ka waqt honay waala hai Meray Asghar kahan ho aah jao |