Aaoozoo billahi minash shaitanir rajim Bismillahir rahmanir rahim
Allahuma ini asaluka wa atawajja hu ilayka Binabiyi ka nabiyir rahma Muhammadin salalahu alayhi wa ali Ya abal kasim
Ya rasulullah Ya imamar rahma Ya sayyidi na wa mawla na Inna tawaj jahna wastash fahna watawasal na bika ilallah Wa kaddam na ka bayna yaday hajaa ti na Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
1) Bare ilah ha banke sawali tere huzur (x2) Daman may apne laye hay be inti ha khusur Lakin hamare sino pe matam ka dekh noor Apne nabi ke sadke may bakshenga tu zurur Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
2) Mawla Ali ka rabbe jahaa tujko wasta Ya Rab baraye Fatema siddiqa tahera Be ilm-e or-e rizt-e ka sagar bharaa huwa Tute na nemato ka mere ghar se silsilaa Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
3) Malik tuje imame Hasan ka hay wasta Jiske lahu se karbobala ki hay ibtidaa Hay us imame aman ka sadqe aey kibriya Is mulk may ho aman ka parcham khula huwa Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
4) Ab wasta Hussain alaihis salaam ka Parwar digar sabre shahe tishna kam ka Jiske laboon pe vird tha tere hi nam ka Khanjar tale jo qari tha tere kalam ka Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
5) Ya Rab tu meri hasti ko aisa sanwar day Tu apni rehmato se mera ghar nikhaar day Sajjad ke tu sadqay may parwar digar day Beemar ko shifaa de mukammal qarar de Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
6) Malik Imam-e Baqar o Jafar ka wasta Majlis may may hussain ki karta hu ye dua Dono ka wasta tuje deta hu aey Khuda Maqrooz jo hay ghaib se kar unka qarz ada Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
7) Ya Rab baraye Moosae Kazim Ali Raza Mashhad may aur Najaf may jo hay qiblae dua Tu inke wasta se wo aulad kar ata Maa bap jis se shad ho jinki jo ye sadaa Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
8) Ya Rab baraey Maula Naqi taqwae Taqi Be jas paye jihade bashar shaan-e Askari Mehdi ka bhi zahur dikha de isi sadi Teri huzur meri dua hay ye aakhri Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
9) Ya wasiyal Hassan Wal khalafal hujjah Ya sayyidi na wa mawla na Inna tawaj jah na watawassal na bika ilallah Wa kad dam naka bayna yaday hajaati na Ya wajiha indallah, ishfa lana indallah (x2)
|