Salaam Salaam Salaam Ya Hussain (x6)
Yaa Khdaa Yaa khudaa surkh hay asmaan chikh ti hay fizaa Salaam Salaam ya Hussain ghayb se aa rahi hay musalsal sada
lo aftab-e-shahadat tuloob ho gaya Salaam Ya Hussain (x3)
Hussain Yaa Hussain (x3) Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain (x2)
Bar zabano dilam Ya Hussain (x2) Marhaba mohtaram Ya Hussain Ya Hussain
Salaam ya Hussain Salaam Ya Hussain (x2)
1) Azeem tha Azeem hay azeemtar hay Yaa Hussain Khuda ye Paak ki nazar se teri nazar hay Ya Hussain Ye dil bhi teraa Dil nahi khuda ka ghar hay ya Hussain Wahaan Wahaan azan hay jidher jidher hay ya Hussain Sina ki nok par azaan tera jigar hay ya Hussain Sina ki nok per buland (x3) zindagi ko ker diya Azim kaam ker diya Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain (x2)
2) Hussain woh jo maqtalo ko maktabo me dhaal de Hussain woh jo mushkilo se deen ko nikaal le Khudaa agar talab kare Hussain apne shaal de Hussain jo talab kare woh rab-e-zuljalaal de Ya Hussain Ya Hussain Hussain woh sakhi hay jo gala besawaal de Ya Hussain Ya Hussain Kamaal yeh hay khud khudaa (x3) kahe kamaal bhar diya ajeeb kaam ker diya Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain (x2)
3) Bulandiyo se puchlo sina sina Hussain Hai Qadam qadam Hussain hay nishaan nishaan Hussain hai Dilo me Ahlebayt ke rawaa dawaa Hussain hai Zamanaa puchta hay ye kahaan kahaan Hussain hai Ya Hussain ya Hussain Jahaan jahaan rasool hay wahaan wahaan Hussain hay Ya Hussain Kudaa ne is shaheed ko (x3) ajeeb ye samar diyaa azeem ye kaam ker diya Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain (x2)
Hussain ya Hussain (x3)
4) Ajeeb hay ye marhalaa Ajeeb hay ye hosela Bichar gayaa hay kafele se ye ameer-e- kafelaa Ghiraa hay foj-e-shaam me akelaa ibne sayeeda hay door khaimaa gaah se ye fatema ka ladlaa Ya Hussain, ya Hussain Sukoon apnaa de chukaa karaar apnaa de chukaa, ya Hussain Hussain ne khudaayi ko (x3) bhi be karaar ker diyaa azeem kaam ker diya Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain (x2)
Hussain ya Hussain (x3)
5) Idhar guloo-e-khusht per Hussain ke churi chali Udhur gharib-e-alqamaa tarap ke rehgayaa jari Behen ko hosh na raha sakina khakh per giri Hussain Ya Hussain (x3) Sanaye gunj ne lagi Hussain Ya Hussain ki Ya Hussain ya Hussain Ye khud ne apnaa sar diya khudayi cheekh ne lagi, ya Hussain Sina se sar ke khun ne (x5) salaam-e-akhri kiyaa, Azeem kaam ker diya Salaam Ya Hussain Salaam Ya Hussain (x2)
Hussain ya Hussain (x2)
6) Hussain badshaah per salaam her zamaan kaa Salaam ho salaam ho zamin aur asmaan ka Salaam ibne sayaada �sarwar-o-rehan� kaa Har eik rang falak likha her zabaan kaa Ya Hussain ya Hussain Kalaam shah-e-karbala khuda-e-mehrebaan kaa, ya Hussain Khuda ka zikr do jahaan (x2) me tune aam ker diyaa Ajeeb kaam ker diya Hussain ya Hussain (x3)
|