Barsaat may teeron ki ye kiska janaza hai Batlao musalmano ye kiska nawasa hai
Aey laal karo matam aankhon ko bandh karke Lipti hui mayyat se ye fatema zehra hai Barsaat may teeron ki....
Hasnain tere gham may jo aansoo bahayega Jayega wo jannat may zehra ka ye wada hai Barsaat may teeron ki....
Aey qalm bata tere kyun aansoo nikal aaye Kya tune yateemo may qasim ko bhi dekha hai Barsaat may teeron ki....
|