1) Bali Sakina ro nahi bimare mar najaye Nalon se tere uske bhi dil par mazar na jaye 2) Kuch tu karo khayaal asiri ka bhai ki Baba ki tarha tumse se biradar bechad na jaaye 3) Khoon beh raha hai bhai ki gardan pe kis kadar Yeh zakhm maut ka saman kar najaye 4) Are jakda hai huwa tang na karo is tarha fuga Are ghabra ke uth abide bimar gir najaye 5) Are zainab batado bachchi ka abid ko sara haal Are dekho sakina shaam ke zindan mei marna jaye 6) Are zainab utha lo bhai ke sar se sakina ko Tareekiyon may daulate sarwar bikhar na jaye 7) Sab bhole koi ghaam nahi sughra ko hai yeh gham Asgher hamari yaad mei ji ke guzar najaye 8) Sughra tadp tadp ke gawa dena apni jaan Akbar shaheed ho gaye usko khabar najaye 9) Sham o seher karo yohi karo sarwar ghame hussain Tha ek na bas hayat ka jab tak bikhar najaye Bali sakina ro nahi bimare mar najaye Nalo se tere uske bhi dil par mazar na jaye
|