Ya habibi ya Hussain ya shafi ya Hussain (x2) ya gharibi ya Hussain He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad Salallahu alayhi wasallam Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind 1) Rab ki raza say jisnay gaardan kataye Deen-e-Nabi ki jisnay laaj bachayi Haar ghaar mai jiska farshe matam bicha hay (x2) Roti hai jiskay ghum mai sari khudayi Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3) 2) Mehman kar kay usko Kufa bulaaya Bayyat-e-Yazid ka woh masla uthaaya Bolay Hussain kabhi may naa karunga (x2) Sajday may jisne apne saar ko kataya Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3) 3) Zehra aur Haider jiska jhula jhulaye Khatm-e-mursal bhi jiske naaz uthaaye Khaali sawaali jiske ghaar say naa jaaye (x2) Hal min ki deta hay woh ban may sadaayain Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3) 4) Akbar sa beta diya Ghazi sa bhaaye Luti gaye hay ran may jiski kamaaye Ab bhi gawah hay uski shaam-e-gharibaan (x2) Apne lahu say shamma deen ki jalaaye Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3) 5) Koyi naa dekha humnay aisa namaazi Deen-e-Nabi pe jisnay haar shay lutaye Phool bahatar diye raahe khuda may (x2) Sab kuch luta ke kiya Allah ko raazi Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3) 6) Jawaad-o-Meesam uska matam hay ghar ghar Roye janaaze jisne pyaaro ke din bhar Phera gaya hay jiski gardan peh khanjar (x2) Chini gaye hay jiski behna ki chadar
Ya Hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata (x3)
|