1) Bazaar may ye Zainab, Fizza se keh rahi hay Abbas ki behan ko har aankh dhundti hay Amma mujhe chhupa lo
2) Dekha na murtaza na jisko baghair chadar Na mehramoom mey haaye who agayi khuley sar khatley hussain sey bhi dushwar yeh ghari hai
3) Heemat nahi meri kaisey khadam baraoon Is sher-e-beaam mei khood ko kahan chupaoon haatoon mei lekhey phathar umatth khari huwi hai
4) Beemar-e-karbala key aakoon sey khoon hai jaari yeh sooch kar baadan mei laarza hai uskey jaari bey parda shamiyon mei beti bathool ki hai
5) Is naam se hamesha aayi hay mujhko ghairat, Paala hay tumne mujhko, tum jaanti ao aadat, Bazaar zindagi may Zainab kahan gayi hay Amma mujhe chhupa lo
|