Zainab ka baba logo dunya say ja raha hay Tarpi hai qabr-e-Ahmed (x2) hy koyi ro raha hay 1) Mola nai waqt-e-rukhsat Abbas sai kaha tha Zainab ki is ridaa kai (x2) aik tu asaraa hay 2) Hasnain pai yateemi Kufay main aagayi hai Bint-e-Ali kai saar sai (x2) hy saya uth raha hay 3) Kaabay ka yeh maqeenïż½ hai damaad-e-Mustafa hai Mara hai kalma goh nai (x2) Kabaa gira diya hay 4) Dhoobi huwi zahar main jo taigh chal gayi hai Mola Hassan ka ro ro (x2) dil tukrai ho raha hay 5) Matam hai Murtaza kai Jibreel ro raha hai Pursa Ali wali ka (x2) ?? laash ker raha hay
|