Salam akhri tujh ko, Hussain kar ke chali, behan tumhari hay Tu be khata gaya mara, meray bhi sar se rida, gayi utari hay
Ajr aisa mila, Nana ki haey ummat se Hain kan zakhmi Sakina ke, Sajjad ki ankhon Se khoon jari hay
Jaise teer chalay, Shabbir pe hain Karbal may Hui hay aal e Muhammad pe, Sham may aisay, Haey sang bari hay
Teri lash Hussain hay dhoop may behan majboor Is baat ne mari bohat dil e Zainab Pe zarb kari hay
Qadam qadam pe shaheed hona hay teri Zainab ne Hay us ke sath safar may, tha jis ne Akbar ko Haey barchi mari hay
|