Tu dekh raha tha (x2) Kya arsh se tu bhi wo samaa, dekh raha tha Tu dekh raha tha (x2) 1) Jab aal-e-nabi ka huwa dushman hi zamana (x2) jab lut gaya jangal mei muhammad ka gharana (x2) haye mehtaab ke mathe pe tabhi daag laga tha Tu dekh raha tha (x2) Ya Allah��� Tu dekh raha tha (x2)
2) Shabbir ki duniya se bhi kuch gheyr nahi tha (x2) apno ne satayaatha koi gheyr nahi tha (x2) Ummat ke bulaane pe koi ghar se chalaa tha Tu dekh raha tha (x2) Ya Allah��� Tu dekh raha tha (x2)
3) Hatho me alam sar pe mujahid ke kafan thaa (x2) Garmi thi bahoth pyas thi aur chur badan thaa (x2) Jab bazoo-e- Abbas judaa tan se huwaa thaa Tu dekh raha tha (x2) Ya Allah���. Tu dekh raha tha (x2)
4) Barchi ke liye khul gayaa ek sher kaa sina (x2) Dekhaa Ali akber ko to larzaa thaa madina (x2) Jab pisar-e-jawaa khak pe dam tor rahaa thaa Tu dekh raha tha (x2) Ya Allah���. Tu dekh raha tha (x2)
5) Khanchi gayi kano se sakina ke jo bali (x2) thi chehre ki zardi me tamacho ki wo lali (x2) haai jab ankh se pani ki jagaa khoon baha thaa Tu dekh raha tha (x2) Ya Allah Ya Allah���. Tu dekh raha tha (x4) |