Man Zainabam Efforts: Syed-Rizwan Rizvi |
Hussain Tanhai-e-man Man zulfiqar-e-haidaram Man aitbar-e-khuwaharam Man zulfiqar-e-haidaram Man aitbar-e-khuwaharam Man Zainabam Man Zainabam Aye shamiyo main bint-e-nabbi bint-e-ali hoon Zainab hoon main Zainab hoon Main Zainab hoon main quraan key saaye main pali hoon Zakhmi hoon azadaar hoon rassi main bandhi hoon Main phir bhi na zalim se dari thi na dari hoon Tanhai-e-man Man chiragh-e-mustafa Man jalal-e-murtaza Man shakista Zainabam Man Zainabam Man zulfiqar-e-haidaram Man aitbar-e-khuwaharam Man Zainabam Naizay pe merey bhai ka sar tum ney charhaaya Turbat main ali aur nabbi ko hai rulaya Jitna bhi satana tha hamay tum ney sataya Par baiyat-e-zalim pe na sar ham ney jhukaya Tanhai-e-man Man chiragh-e-mustafa Man jalal-e-murtaza Man shakista Zainabam Man Zainabam Man zulfiqar-e-haidaram Man aitbar-e-khuwaharam Man Zainabam Hai akber o shabbir sey abbas sey wada Jab bhi dar-e- jab bhi dar-e- jab bhi dar-e-zindaan-e-sitam mujh pe khulay ga Matam merey payaaron ka bapa shaam main ho ga Phir matam-e-shabbir na ta hashr rukay ga Tanhai-e-man Man chiragh-e-mustafa Man jalal-e-murtaza Man shakista Zainabam Man Zainabam Man zulfiqar-e-haidaram Man aitbar-e-khuwaharam Man Zainabam Paigham-e-hussaini ka diya jalta rahey ga Abbas ka parcham bhi har ik ghar main lagay ga Salman o ali jee aza khana to sajjay ga Ailaan sada khutba-e-Zainab ye karay ga Tanhai-e-man Man chiragh-e-mustafa Man jalal-e-murtaza Man shakista Zainabam Man Zainabam Man zulfiqar-e-haidaram Man aitbar-e-khuwaharam Man Zainabam |