Hussain Al-atash al-atash al-atash (4x) Aaqaa.. Adrikni
Koshish to bohat ki main ney Bhari thi ye mashk bhi main ney Aaqa Hussain sharminda hoon Moula Hussain sharminda hoon Aankhon sey nazar nahi aata Na baazoo hain tan par moula Karna tha jo na kar paaya Aaqa Hussain sharminda hoon Afsos mashk khali hai (3x)
Ley jao alam ye mera ley jao ye mashk-e-sakina Poora na hua maira wada lasha mera na ley jana Danton sey bhi mashk ko thaama seeney sey usko chhupayaa Gaya tha ke wapis aaoon per kuch bhi na main kar paaya (3x) Al-atash al-atash al-atash (4x)
Koshish to bohat ki main ney Bhari thi ye mashk bhi main ney Aaqa Hussain sharminda hoon Moula Hussain sharminda hoon Aankhon sey nazar nahi aata Na baazoo hain tan par moula Karna tha jo na kar paaya Aaqa Hussain sharminda hoon Afsos mashk khali hai (3x)
Ley jao alam ye mera ley jao ye mashk-e-sakina s.a Poora na hua maira wada lasha mera na ley jana Danton sey bhi mashk ko thaama seeney sey usko chhupayaa Gaya tha ke wapis aaoon per kuch bhi na main kar paaya (3x) Aaqa.. Adrikni
|