Em shab shab-e-matam-e-Hussaina Efforts: Syed-Rizwan Rizvi |
مظلوم حسینا، بے یار حسینا اام شب، شب ماتم حسینا عالم ہمہ در فغاں حسینا جو کر نہ سکی بھائی کا دیدار وہ بہنا بابا تحا جس کا حیدر کرار وہ بہنا ہر قوم میں ہوتا ہے مظلوم کا ماتم زہرا کے دل و جان کا، معصوم کا ماتم قربانی شبیر کو بھولا نہ زمانہ ہر ایک کو رو رو کے رلاتا ہے محرم عاشور کا دن یاد دلاتا ہے محرم واجب ہے یہ پیغام زمانے کو سنانا ہم ذکر شہیدان وفا کرتے رہیں گے عباس کے پرچم کو صدا اونچا رکھں گے یہ پرسہ ہے زہرا کو سفیران عزا کا Mazloom hussaina Bey yaar Hussaina Em shab shab-e-matam-e-Hussaina Aalam hamey dar fughaan Hussaina Mazloom Hussaina Bey yaar Hussaina Em shab shab-e-matam-e-Hussaina Aalam hamey dar fughaan Hussaina Jo kar na saki bhai ka deedaar wo behna Mazloom hussaina Baba tha jisska haider-e-karar wo behna Mazloom hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina Har qoum main hota hai ye mazloom ka matam Zahra ke dil o jaan ka masoom ka matam Qurbani-e-shabbir ko bhoola na zamana Mazloom hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina Mazloom hussaina Bey yaar hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina Har aik ko ro ro key rulata hai muharram Aashur ka din yaad dilata hai muharram Wajib hai ye paigham zamaney ko sunana Mazloom hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina Mazloom hussaina Bey yaar hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina Ham zikr-e-shaheedaan-e-wafa kartey raheyn ge Abbas key parcham ko sada ooncha rakheyn ge Ye pursa hai zahra ko safeeraan-e-aza ka Mazloom hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina Mazloom hussaina Bey yaar hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina Jo kar na saki bhai ka deedaar wo behna Mazloom hussaina Baba tha jisska haider-e-karar wo behna Mazloom hussaina Em shab shab-e-matam-e-hussaina Aalam hamey dar fughaan hussaina 4x |