Wa waila sad wa waila Peeto saroon ko ahle aza - wa waila Kar gaye Haider aaj qaza - wa waila Kon o makaan may hashr hay barpa (x2) Kartay hain sab faryad o buka - wa waila, Ya Ali(as)
Peeto saroon ko ahle aza - wa waila Kar gaye Haider aaj qaza - wa waila Baap ke gham may haey ghazab, haey (x2) Din raat jo karti theen noha - wa waila Wa waila sad wa waila Wa waila - Ya Ali(as)
Zainab e muztar hay bechain - wa waila Karti hay sar ko peet ke bain - wa waila Uth gaya saya baap ka sar se (x2) Aayi na mujh ko haey qaza - wa waila Wa waila sad wa waila wa waila, Ya Ali(as)
Khaak urratay hain Shabbir - wa waila Roti hay Kulsoom e dilgeer - wa waila Ummul Banne ka haal hay abtar (x2) Ghash pe hay ghash har dam aata - wa waila Wa waila sad wa waila wa waila, Ya Ali(as)
Mehdi tu kar faryad o buka - wa waila Khol de sar aur khaak urra - wa waila Ho gaye sab be waris o waali haey (x2) Chal basay dunya se aaqa Wa waila sad wa waila wa waila, Ya Ali(as) |