Waqar-e-Deen-e-Khuda hay Hussain ka matam Rassol-e-Haq say wafa Hay Hussain ka matam
1) Qaza Namaz Ki Roza Zakat Hajj Ki Hai Magar Kabhi na Kaza Hussain ka matam
2) Tera naseeb Tu Zahra kai mujramon main huwa Mujhai to Rab ki ata hai Hussain ka matam
3) Qasam Ali ki who mehshar main tajwar hoga Kai jin kai ghar main bapa hai Hussain ka matam
4) Ba roz-e-hashar wo Abid kai paas baithai ga Zehar nay kiya hay Hussain ka matam |