Ye Matam Sada Rahay Aur Iss Sai Siva Rahay Ye Farsh-e-Aza-e-Sibtai Nabhi Ta Mehshar Bicha Rahay
Kitni Hi Uthai, Zulmat Ki Ghata Ho Kitni Hi Tareek Fiza Bujhnay Nahi Paaey Shammay Aza Kitnay Hi Uthain Toofaan Magar Roshan Yai Diya Rahay
Aik Nasal Hatay, Aik Nasal Barhay Aik Shamma Bujhay Aik Shamma Jalay Shabbir Ka Matam Hota Rahay Naslam Baday Naslin Yoonhi, Jaari Silsila Rahay
Kat Tai Rahain Sar, Luthay Rahain Ghaar Dhaati Rahai Dunya Zulm Magar Chootai Na Kabhi Shabbir Ka Ghaar Shabbir Kai Gham Sai Aalam Ka Har Gosha Sada Rahai
Yai Zulm-o-Situm, Yai Joar-o-Jafa Kya Rokaingai Rasta Tera Barh Aur Do Alaam Parcha Ja Ta Arsh Zameen Par Chaee Huwi, Matam Ki Ghata Rahai
Gham Khuwaar-e-Shah-e-Abrar Hai Hum, Baatil Kai Liyai Talwaar Hai Hum, Tareekh Ka Wo Kirdaar Hai Hum, Marsaktay Hain Mit Saktay Nahi, Zehnon’ Main Zara Rahay
Hum Paltai Rahay Toofanon’ Main Behtai Rahay Khoon Ki Dhaaron’ Main Choonwaaey Gaey Deewaron Main, Khud Mit Gaey Baani-e-zulm Magar, Hum Ahlay-aza Rahay
Khoon-e-Dil Sai, Haan Ahlay Aza Har Moar Sai Ta’aba Karbobala Roshan Rakho Aik Aik Zarra Har Aanay Walay Hurr Kai Liyai, Yai Rasta Khula Rahay
Kitnon’ Kai Chehrai Utar Gaey Yai Hukm Jub Aaya Jis Jis Kai Masjid Main Hain Khultai Darwaazay Sab Band Hon’ Bas Aik Zahra Ka Darwaaza Khula Rahay
Thak Haar Kai Laskhar Lot Aaya Sar Maar Gaey Khaibar Na Huwa Di Hans Kai Sada Ahmad Nai Kai Aah, Ai Dast-e-Khuda Khaibar Dar Khaibar Kai, Hain Tuj Ko Bula rahay
Sookhay Huway Lab, Halmin Ki Sada Tareekh Bhula Sakti Hai Bhala Kya Alam-e-ghurbat Hai Ba Khuda Hai Kon Situm Seh Kar Itnai, Raazi Ba Raza Rahay
|