Baqiya se ah rahi hai zahra ki yeh sada
Ab tak bhi haath baba pehloo peh hai mera
Darbar mein kari hai leke gawaha apne Tukre sanad ke kar ke haste hai behaya
Kehte hai kalma gowo darbar mein kari hai Tazeem jiski karne uthe teh mustafa
Deke fidak ka sadka zahra bata gayi hai Hai khon dene wala aur khon heh gadah
Dastar teri beji mujhse fidak hai cheena Abh ban mein kar diya hai zainab ko berida
Zahra teri nasal neh tawheed hai bachai Tere laal ne he karbal sajde mein sar diya
Zahra tere katal di bunyad hai sakeefa Yasrab hai ab bhi shahid tareekh hai gawah
|