Wa waila Hussainan wa waila Hussain
Efforts: Syed-Rizwan RizviWa waila Hussainan Wa waila Hussain
Kushta shut az babe jahan sibt e Rasoolus Saqalain
Wa waila Hussainan Wa waila Hussain

Is tarha se baad tery ki gayi jor o jafa
Wa waila Hussainan Wa waila Hussain

Is tarha se kata gaya sibt e Nabi ka gala
Wa waila Hussainan Wa waila Hussain

Cheen li in zalimon ne sab ke saron se rida
Wa waila Hussainan Wa waila Hussain