May Hussain hoon
Efforts: Abiha RizviGoonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)

Kato Na Mera Khush Gala, (x2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)

Sukhi Hui Hai Shimr (La) Mere Halq Ki Rage, (x2)
Aahista Tu Churi Ko Chala, (x2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)

Amma (S.a.) Kisi Ne Pani Ek Boond Bhi Na Di,(x2)
Mai Bar Bar Kehta Raha (x2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)

Kata Hua Gala Mera Dekha Na Jaienga,(x2)
Nana (S.a.w.w.) Main Hun Nawasa Tera,(x2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)

Be Bazuo Ki Laash Tadap Kar Ulat Gai,(x2)
Aaie Furat Par Jo Sada,(x2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)


Zano Pe Rakh Ke Sarko Kaha Ek Zaeef Ne,(x2)
Akbar (As) Kahan Hai Jald Bata,(x2)
Mai Hussain (As) Hun.


Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)Aai Shamio Kafan Na Dia Mujh Ko Gam Nahi,(x2)
Dedo Meri Bahan (S.a.) Ko Rida,….. (2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)


Darbar Me Laieen Ke Kohram Mach Gaya (x2)
Mukhtar Se Jo Sar Ne Kaha (x2)
Mai Hussain (As) Hun

Goonji Bawakt E Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)

Mehsoos Ab Bhi Hota Hai Yeh Zaaiereen Ko,(x2)
Rauze Se Aa Rahi Hai Sada,(x2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt Asr Sada, Main Hussain (As) hoon (x2)

Aaisa Laga Raza Ki Shanawar Se Fatima (S.a.), (x2)
Kehti Hai Bar Bar Suna,(x2)
Mai Hussain (As) Hun.

Goonji Bawakt Asr Sada, Main Hussain (As) (x2)