Ye kon qatl hogaya Haye haye labe furaat (x2)
Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat (x2) Kyun surkh hai lahu se, khudaayaa, labe furaat Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
Ye gham naseeb koun hai bhaayi ko dhundta (x2) thaame huwe qamar ko (x2) jo aaya, labe furaat
Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat Halmin ki dasht mei ye sadaa de raha hai koun (x2) laasha tarap raha hai (x2) ye kiska labe furaat
Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat Tashna labon ka qaafela saalaar margaya (x2) ya rab macha hai shor (x2) ye kaisa lab-e-furaat
Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat Barchi ye kis jawaan ke sine mei gar gayi (x2) Armaan kiske rehgaye (x2) tashna labe furaat
Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat Baazu buridaa mashk liye jaa raha hai koun (x2) daale huwe hai koun (x2) ye geraa labe furaat
Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat Tukre ye kiski laash ke chunta hai ik zaeef (x2) paamaal kiska hogaya (x2) laashaa labe furaat
Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat Hardam tere huzuur hai "aakil" ki ye dua (x2) do gaz zamin ataa ho (x2) khudaaya labe furaat
Ye koun (x2) Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat |