Shah-e-shaheed e Karbala (x2) Lay lo salaaam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala (x2) Lay lo salaaam Zainab(sa) ka
Aayi hoon phir se nainawa (x2) Lay lo salam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala
Haey bhaiya bahatar ka chehlum karoon gi Bhaiya bahatar ka chehlum karoon gi Dil khol kar aaj matam karoon gi (x2) Farash-e-aza lo bich gaya
Lay lo salam Zainab(sa) ka Aayi hoon phir se nainawa (x2) Lay lo salam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala
Haey bhaiya lahoo mera Sajjad(as) roya Bhaiya lahoo mera Sajjad(as) roya May soo saki aur na Sajaad(as) sooya (x2) Har har qadam thi Karbala
Lay lo salam Zainab(sa) ka Aayi hoon phir se nainawa (x2) Lay lo salam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala
Haey bhaiya watan ja ke may kia karoon gi Bhaiya watan ja ke may kia karoon gi Ujrray Madeenay may kaisy rahoon gi (x2) Mar jaey gi yeh gham zadaaa
Lay lo salam Zainab(sa) ka Aayi hoon phir se nainawa (x2) Lay lo salam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala
Haey may bhi yaheen zairoon may rahon gi May bhi yaheen zairoon may rahon gi Aur zairon ki may khidmat karoon gi (x2) Yeh waqat phir kab aaye ga
Lay lo salam Zainab(sa) ka Aayi hoon phir se nainawa (x2) Lay lo salam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala
Haey khoon may bhara kurta le ja rahi hoon Khoon may bhara kurta le ja rahi hoon Laikin tumhari qasam kha rahi hoon (x2) Haroon gi na may hosla
Lay lo salam Zainab(sa) ka Aayi hoon phir se nainawa (x2) Lay lo salam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala
Haey Saray shaheed ab tumhary hawaly Saray shaheed ab tumhary hawaly May apnay en ghamzadoon ko sanbhaly (x2) Haey lay ja rhi hoon qafilaaa
Lay lo salam Zainab(sa) ka Aayi hoon phir se nainawa (x2) Lay lo salam Zainab(sa) ka Shah-e-shaheed e Karbala
Haey bhaiya Sakina(sa) ko na layi Zainab(sa) Bhaiya sakina(sa) ko na layi Zainab(sa) Zindan mai us ko choor Aey Zainab(sa) (x2) Haey roti rahi wo mehlaqa

|