Hussain yaa Hussain (4)
(1)Naame khuda duniya me jab tak bhi rahega Jaa mere maula tera naam rahega barwaa haider tera aaega jahaan me khoon ka badla woh tera keh k yeh lega ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(2)Deen e islam jo zindaa h tera sadqa hai Baade Allah faqt maula tera charcha hai Asre Ashur me jo tune adaa kar dala Aisa ab tak na zamane me hua sajda hai ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(3)tune duniya ko bataya hai k mazloom h kya apne kirdaar se dikhlaya h masoom h kya zor e baatil ka bharam tod dia h tune aur batalaya hai islam ka mafhoom h kya ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(4)karbala hoti na abaad bayaan kya hota maqsade deen e Mohammad b ayaa kya hota chahata tha jo yazid aaj woh sab kuch hota hukme Allah b kho jaata nigaah kya hota ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(5)karbala jung thi be deen sitamgaaro se qul e imaan ki baatil k taraf daaro se jo bhi kehta h k yeh siyasati jung thi raabta uska h islaam k gaddaaro se ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(6)maqsade karbobala zinda rahega logo jo b mazloom h zaalim se ladega logo bas isi baat ka shabbir ne paigaam dia jo b momin h yehi baat kahega logo ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(7)Deen e islam jo zindaa h tera sadqa hai Baade Allah faqt maula tera charcha hai Asre Ashur me jo tune adaa kar dala Aisa ab tak na zamane me hua sajda hai ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(8)tune duniya ko bataya hai k mazloom h kya apne kirdaar se dikhlaya h masoom h kya zor e baatil ka bharam tod dia h tune aur batalaya hai islam ka mafhoom h kya ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(9)aao batlaye tmhe kaun hussain ibne Ali jiski mayyat sar e maidaan kafan ko tarsi jiske laashe ko b ghodo se h pamaal kia jiski majboor behan laash pe kehti hi rahi ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(10)sabr o isaar na bhulega zamana tera khoon e asgher nahi bhulega zamana tera laashe akbar ko utha kandhe pe lana tera sunke ghazi ki sada rait pe girna tera ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(11)asre ashur hua zakhomo se jab chur badan har taraf shor utha qatl hue shahe zaman khoon barsa h falak se yeh fizaa rone lagi kaanp uthi h zami kaanp utha saara ban ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(12)khaak pe sajda woh tera ins pe zehra bhook teri pyaas teri garam woh sehra bach gaya Allak ka deen yeh tera sadqa dono jahano me h faqt hai tera charcha ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(13)jisne naize pe quraan padh k dikhaya sabko hum hi hai Aale mohammad yeh bataya sabko tmne be deen musalmano sitam zard kiye sar be rehna sare bazaar phiraya sabko ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2
(14)meri awaaz ko taaqat de mere maula hussain sach likhu mujhe himmat de mere maula hussain saari duniya kahe naukar h Ali deep tera bas mujhe itni hi izzat de mere maula hussain ……yaa hussain(2) yaa Aba abdillah yaa hussain(3) sarallah……x2 |