Haey Abbas(as) haey Abbas(as) haey Abbas(as) haey abbas(as) (x(x2))
Rasan me haath bandhe hai bahen hai be parda Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as) Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as)
Rasan me haath bandhe hai bahen hai be parda (x2) Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as) Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
Padar ki laash se usko chudaya jata hai Sitam hai naake pe tanha bithaya jata hai Rasan me baali sakina (s.a.) ka bandh raha hai gala Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as) Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
Wo kis tarha se tasalli de aake madar ko Kiya hai dasht me do baar zibha asghar (a.s.)ko Lehed se aagaya naize pe jism asghar (a.s.) ka Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as) Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
Chupa ke bano se mu sharm saar hoti hai Wo pusht naaqa pe ab khud sarwar hoti hai Ye kesa waqt hai zahra (s.a.) ki betiyo pe pada Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as) Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
Dhyaan lashae shabbir (a.s.)se hatana tha Dobara sayyade sajjad ko bachana tha Giri hai naaqe se maqtal me saniye Zahra(sa) Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as) Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
Kaheen pe Qasimo(as) Akbar(as) kahi pe Aun(as) ka sar kaheen hain laal Roqaiya(as) ke aur kahi Asghar(as) Wo bache naizo pe hai god me jinhe paala Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as)… Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
Hay neel chehre pe itne tamache mare hai Laeen(la) ne khaich ke kano se durr utare hai Ke dino kaano se masoom ke lahu behta Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as) Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
Sar uska kese sina par koi uthake chale Jo sheh ke saamne nazre sada jhuka ke chale Taqaza Meer Takallum hai uski ghairat ka Sina se sar na girae to kya kare Abbas(as)… Haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) haey haey Abbas(as) Rasan me haath bandhe hain bahen hay be parda (x2)
|