Ya Hussain (x5)
Ya Hussain. Yazid bola, bari foj mere hath me hay Hussain bole, Hussain bole Hussain bole natijaa, khuda ke hath me hay Yazid bola, jo bayyat karo khazaana hay Hussain. Hussain bole ke nana ko mu dikhaana hay Yazid bola me zalim hoon, zulm karta hoon Hussain, ya Hussain Hussain bole me sabir hoon, sabr karta hoon
Ya Hussain (x2) Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x3)
Ye ban me bikhri lashe (x2) Ab sham ka zindan hay Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x2)
Ik do peher me ujra. Ghar ek fatema ka (x2) Ye jis jagaa pe khayme (x2) Ab us jagaa dhuwan hay Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x2)
Akbar ne jab azan di. Ye bekasi kahaa thi (x2) Wo subho ki azan thi (x2) Ye sham ki azan hay Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x2)
Besar koi namaazi. Be dast ko ilazi (x2) Seenay me ik jawaa ke (x2) tuti huwi sinaa hay Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x2)
Pehra badal gaya hay. Zainab ye karbala hay (x2) Zainab ke hath me aa (x2) Abbas ka nishan hay Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x2)
Kya dhund thi hay sinaa. Awaaz di o sakina (x2) Seenay pe sone wali (x2) Baba tera yahaan hay Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x2)
Ye ban me bikhri lashe (x2) Ab sham ka zindan hay Wo khayme jal rahe hay, ye sham gharibaan hay (x2)
|