1) bey padar kardiya hai hasan ko Kisney loota nabi ke chaman ko Sog mey dooba ghar sayyada ka Rozedaaro qayaamat ke din hai
2) Teyg sarr pey ali ke lagii hai Aaj shamme imaamat bujhii hai Bey qataa kisney hyder ko maara Rozedaaro qayaamat ke din hai
3) arsh waaley bhi kartey hai nauha Chaar jaanib zamee pey hai giryaa Ghum yateemi ka zainab ney paaya Rozedaaro qayaamat ke din hai
4) kaisey rehan ghum ka bayaa ho Nauhakhwa jiskey ghum mey azaa ho Kaun toofa mey hoga kanaara Rozedaaro qayaamat ke din hai
|