Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon (x3)
Kaato na mera khusk gala (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Amma kissi nai paani ki ik bhund bhi na di (x2) Mei baar baar kehta raha (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Sookhi huwi hai sang mere halq teer se (x2) Aahista tu churri ko chala (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Shireen ke ghar pe pohncha jo ranon ka qaafila (x2) Naizai sai aik sar na kaha (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Darbaar main laeen ke kohraam mach gaiya (x2) Mukhtaar se jo sar nai kaha, may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Zanon pe rakh ke sar ko kaha ik zaeef ne (x2) Akber kahan hai jald bata (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Aey shaamiyo kafan na diya, mujh ko gham nahi (x2) Day do meri behan ko rida (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Amma kissi nai paani ka ik bhund bhi na di (x2) May baar baar kehta raha (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
Mehsus ho raha hai ke, maqtal se aaj bhi (x2) Aawaz aa rahi hai Raza (x2) may Hussain hoon Goonji ba waqt-e-asr sada may Hussain hoon, Goonji ba waqt-e-asr sada
|