Porta shah baba
Efforts: Nishat Naqvi

Alvida baba alvida baba (x2)
Gham zada karwandai porta shah baba (x2)
Shamta rawan dai porta shah baba (x2)
Shamta rawan dai porta shah baba (x2)

1) Rukta pareshanyama (x2) porta shaah baba
  Sakina nazanda porta shaah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

2) Bain Sakina ka tha alvida baba (x2)
  Haay shaheed-e-jafa alvida baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

3) Gyaarah Muharram huwi dasht-e-bala mei
  Aur izafa huwa zulm-o-jafa mei
  Koi bhi bibi nahi ab to rida mei
  Haay hussaina ka hai shor fiza mei

4) Sakht pareshanyama porta shaah baba
  Sakina nazanda porta shaah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

5) Zakhmi badan bekafan pyaase musafir
  Tashna dahan be watan pyaase musafir
  Sayyad-o-shaah-e-zaman pyaase musafir
  Dasht mei pamaal tan pyaase musafir

6) Sakht pareshanyama porta shaah baba
  Sakina nazanda porta shaah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

7) Kushta-e-zakhmi jigar wo gul-e-laila
  Khaak basar khaak par wo gul-e-laila
  Aap ka noor-e-nazar wo gul-e-laila
  Khoordo sina dar jigar wo gul-e-laila

8) Sakht pareshanyama porta shaah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

9) Kushtan-e-sad chaak ra qaasim-e-kamsin
  Kushtan-e-asfa kuja qasim-e-kamsin
  Tukre badan be khata qasim-e-kamsin
  Kushta-e-raah-e-khuda qasim-e-kamsin

10) Sakht pareshanyama porta shaah baba
  Sakina nazanda porta shaah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

11) Asghar-e-man be zabaan kushta-e-paikaan
  Baba tere saath hai barsar-e-maidan
  Jaan-o-dil-e-maan fida shaah-e-shaheedan
  Mei to chali dekhiye jaanib-e-zindaan

12) Sakht pareshanyama porta shaah baba
  Sakina nazanda porta shaah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

13) Bali Sakina ki jaan alvida baba
  Shaam chala karwaan alvida baba
  Chain mujhe ab kahan alvida baba
  Karti rahungi fughaan alvida baba

14) Sakht pareshanyama porta shaah baba
  Sakina nazanda porta shaah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba

15) Hafiz-o-nasir khuda ay bin-e-zehra (x2)
  Jaati hai is dasht se bali Sakina
  "Sarwar-o-Rehan" tha bachi ka nawha
  Kushta-e-tegh-e-jafa alvida baba

16) Sakht pareshanyama porta shaah baba
  Sakina nazanda porta shaah baba
  Gham zada karwandai porta shah baba
  Shamta rawan dai porta shah baba