Shabe Zarbate mahe Ramzan, Ali (as) Ka Yeh Kehna Hai, Ye Zindagi Baad -e- Zehra Ba Khuda Shakista Hai, Aah Tere Baad Ay Zehra, Mai Dil Soz - o- Shakista Mai Dil Zaar -o- Girafta
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zinda Dar Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar
Yaa Ali .....
Roz -o- Shab -e- Veerani Zindagi Ye Zindani Roz -o- Shabe Veerani Zindagi Ye Zindani
Zindagi Ye Baad -e- Zehra (s.a.) Ba Khuda Nahi Kat ti, Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zinda Dar Khuda Nighe Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)
Haaye Dard -e- Dil Mere Jo Ali Na Keh Paaya Raaz Woh Liye Dil Mein Ja Raha Hai Ay Dunia Kal Na Salooni sunuga Kal Na Salooni Kahunga Mein Chala Sue Kirdigar
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)
Wo Ali (as) Hun Jungoo Mein Jisne Maut Ko Ghera Fatima (sa) Ki Furkat Mein Zabt Khogaya Mera Haaye Tere Baad Ay Zahara Haaye Veeran Hai Dunia Mai Chala Suwe Kirdigar
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)
Haaye Fatima (s.a.) Zehra, Sabr Kaisa Paaya Tha Raz Zakhmi Pehlu Ka, Mujhse Bhi Chupaya Tha, Mai Kabhi Bhool Na Paaye woh Ter Pehlu Shakista Mai Chala Suwe Kirdigar
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)
Is Sitam Ne Ay Zahra Kitna Mujhko Rulwaya Mai Ali Tha Aur Tera Haq Na Mai Dila Paya Haaye Tu Dukhtar -ee Aaqa Aur Darbar Mein Jaana Mai Chala Suwe Kirdigar
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)
Aa Raha Hoon Ay Zahra (sa) Mai Bhi Janib -e- Manzil Khuda Haafiz -o- Naasir Mai Chala Suwe Qatil Kal Mera Aakhri Kalma Fuz To Be Rabbil kaba Mai Chala Suwe Kirdigar
Khuda Nigeh Dar Ke Mai Musafir -e- Shab Zindea Dar..... Khuda Nigeh Dar Ki Mai Pay Kare Dil Figaar..... Yaa Ali.....(4)
Mai Chala Suwe Qatil, Mai Chala Suwe Haasil, Mai Chala Suwe Manzil, ----(2) Mai Chala. |